If somebody use your documents for crime how to know you
Its not only a blog its a campaign for our DOCUMENTS SECURITY
Friends aaj kal bahot bade level par fake aur farzi Sim card ka business chalraha h.aaj kal hum crime petrol wagera me dekhte h jitne bhi crime me koi Sim istemaal hote h wo sab farzi hote h,but kisi na kisi ke naam par zaroor hote h.Hum Sim lene ya aur bhi bahot si jaga Documents k xerox dete h, kya pata baadme uske aur bhi xerox nikal liye jaate honge. Un documents ko kisi CRIME me istemaal bhi kar diya jaaye to bhi hame pata nai chalega, isi liye is sensitive aur bahot hi zaroori topic ke khilaaf kuch karne hum ek campaign chala rahe h aap zaroor join kare.
Agar aapko apne future ki fikr haito aur zyada se zyada share karke aur bhi logo ko is bahot hi ahem topic ko batayen aur unhe bhi saath joden.
This link for joining and for more information
https://youtu.be/MMoAz762JHU
Comments
Post a Comment